Check Balance aur Mini Statement

State Bank of India Balance Check Number aur Mini Statement

Dosto aaj ke is post mein hum bat karne wale hain ki aap apne mobile se hi apne State Bank account ka Balance aur Mini Statement kaise check kar sakte hain.  

State Bank of India Balance Check Number aur Mini Statement
Technical MK Dear
To friends is post mein hum aapko batayenge ki aap apne ghar baithe hi apne mobile se SBI Bank ke account ka Balance kaise check kare. 
To friends banko ne bhi is time apne customers ko better services de rahe hain.Aur pahle ki bat kare to SBI Bank Account ka Balance aur Mini Statement pata karne ke liye hame apne Bank/branch me jana padta tha. Iske alawa humare pass koi aur option nahi hota tha.
Dosto aaj ke time me kisi ke bhi pass time nahi sabhi log apne apne kam mein busy rahte hain. Isi ko dhyan mein rakhte hue banko ne apne customers ko better service dene mein lage hain.
State Bank of India Balance Check Number aur Mini Statement
Technical MK Dear

State Bank of India Balance Check Number

State Bank account India ne apne customers ko missed call banking service deta hai. Missed call banking se account holder apne account ka Balance bahut hi aasani se prapt kar sakte hain. iske liye aapko ek number par call karna hoga.

State Bank Account Balance Check Number-09223766666/18004253800
Number-  09223766666/18004253800  Is number par aapko call karna hoga. Call karne ke bad call automatic cut jayega. Call katne ke baad aapke mobile par ek message aa jayega aur us message mein aapke bank account ka Balance show ho jayega.
Lekin friends dhyan dene wali baat ye hai ki aapko usi number se call karna hoga jo number aapke bank account se link hai. Matlab apne rejisterd mobile number se call karna hoga.
Ab bat karte hain ki aap apne ghar baithe hi apne State Bank Of India ka Mini Statement kaise check kar sakte hain.
State Bank of India Balance Check Number aur Mini Statement
Technical MK Dear

State Bank of India Mini Statement Check Number

State Bank of India ne apne customers ko balance enquiry ke sath sath ab Mini Statement bhi de raha hai. Iska labh lene ke liye aapko kewal apna account se mobile number registered karwana hoga.
Agar aapka mobile number registered hai to aapko apne Bank account ka Mini Statement Check karne ke liye ek number par call karna hoga.
State Bank Account Mini Statement Check Number- 9223866666
Number 9223866666 is number par aapko call karna hoga. Call karne par ek ring ke bad call automatic cut jayega. Call katne ke baad aapke mobile par ek message aa jayega aur us message mein aapke bank account ka Mini Statement show ho jayega.
To friends is tarah aap apne Bank account ka Balance aur Mini Statement ghar baithe apne mobile se hi check kar sakte hain.
To friends iske alawa agar aap iska video dekhna chahe to aap dekh sakte hain.

Dosto aaj ka yah blog post kaisa laga, aap comment karke jarur bataye.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button